Kavita Version 11: JITNE KA HAUSLA ….. JEENA KA HAUSLA ………… Ye kavita un logo ke liye jo jine ka maksad bhool gaye hai ‘’’’’’ is bhaag dod bhari zindgi me hasna bhool gaye hai‘’’’’’’ pasand aaye to ek choti si muskaan chaunga dosto’’’’’’ Pehle ek sher araz karta hu’’’ Na Sangash Na Taqlif , To Kya Majha Hai Jine Mein Bade Bade Tufaan Tham Jate Hai, Jab Aag Lagi Ho Sine Mein – 1. Chalte chalte ham sab yaaro aa gaye aise bazaar me , ki yaha sine se lagana wala koi nahi hai mazdhar me……… Jaise jaise chalte jaaye waise mushkil aati jaaye ….. par un mushkil ke jariye ham safalta paate jaaye’’’ Aajkal badal bhi karte hai sajish , jaha mai rehta wahi ho jaati hai baarish’’’’’ Aandhi bhi jalwa dikhati …. Lehere hame khoob darati…… Phir hamne upar waale se kya kaha …………… Chalte chalte gira de bijli esi bazar me …… par hamme itini himmat hai ki ham bana lenge apna aashiya is choti si mazdhaar me…… ‘’’’’ 2. Apno ko tum bhool gaye ho…. Bhula rahe ho jeene ka maksad ………. Kuch naya karke dekho tum yaaro…. Har pal pe tera naam rahega.. Kadam kadam pe duniya ka tuzhe hi bas salaam rahega’’’ Mushkilo ka samana tu himmat se karna ….. Phir dekhna mere yaar waqt bas tera hi gulaam rahega’’’’’’’ 3. Zara dekle le apni aakho ko ….. bhuzne lagi ye har baar ‘’’’ Phir dekh apni raftaar ko …..ye dhire ho rahi hai har baar ….. Choona hai tuzhe abhi aasmaan ,,, zamin ki talash baaki hai ‘’’’ Pal pal maza le mere yaar …. Zindgi bahut jeeni abhi baaki hai …… Takdir ko kisne nahi badla …. Muskarana tera baaki hai’’’’ Tutte to patthar bhi hai ….. tera tutke sambahlna abhi baaki hai…… CA Prateek Jain (SSKM)